Bahu Rangeeli, Sasur Rangeela – Part 1

Kuch log pasand kartein hain, aur kuch log Adultery ki kahaaniya padhna pasand kartein hain. Agar ek kahaani mein dono mil jaayein, aur mile bahut saari sirf gandi chudai toh kya bura hai.

Yeh waisi hi kahaani hai. Yeh ek lekhak ki zubaani hai, aur paatr bahut saare aayenge, shaayad kahaani acchhi na lage, par chudai acchhe lagne ke chances hain.

Yeh kahaani hai Komal aur uske Sasur Nandlal ki. Ismein hero aur heroine sirf sex hain, aur koi paatr nahin.

Ab Komal ke baare mein –

Komal Kanpur ki rehne waali thhi. Baarwi padi thhi woh, par uske pitaji ne aage padhaayi nahin karaayi. Business thha unka aur kaafi paisa bhi. Komal waise bhi padhaai ki taraf aakarshit nahin thhi.

Naukri ka toh gharwaalon ne socha bhi nahin thhi, aur naa hi Komal koi zidd karne waali thhi. 23 ki umar mein, Komal ka badan bhara hua thha. 36 ki chhaati, 26 ki kamar aur 37 ki gaand ho gayi thhi. Kaafi nakhron mein pali thhi Komal. Uska vyavhaar bhi komal hi thha. Uske pita Kishorilal ne apne bachpan ke dost Nandlal ke bete se baat chalaayi.

Nandlal Kanpur ke outskirts pe rehte thhe, unka beta Umesh Mumbai mein pita ka kaarobaar sambhaalta thha. Nandlal ki patni aur Umesh ki maa marr chuki thhi. Nandlal ne hi Umesh ko paala bada kiya thha.

Nandlal – Business man hain Kanpur ke, par ab sab Umesh hi sambhaalta hai, free vichaaron ke well built male hai 48 ki umar mein bhi. Shaadi jaldi ho gayi thhi, aur patni ki maut samay se pehle, Nandlal ke kaafi sapne adhoore reh gaye thhe, joh shaayad ab poore hone waale thhe.

Ramvati – 35 saal

Nandlal ki kaam waali, pakaane waali, maalish karne waali aur housekeeper bhi. Do saal pehle hi Nandlal ke ghar ka hissa bani, aur Nandlal ke bedroom ka bhi.

Manu – 36 saal

Nandlal ka driver, yeh paanch saal se Nandlal ke saath hai. Yeh sab jaanta hai, aur jaise jaise kahaani aage badhegi, aap jaan jaayenge yeh kaisa man chala, free minded aur rangeela insaan hai.

Jamuna – 40 saal

Nandlal ki behen, yeh bhi Kanpur mein apne pati ke saath rehti hai. Nandlal aur iski kahaani bhi badi dilchasp hai.

AB AAGE BADHTEIN HAI –

Komal ko Umesh ke ghar aaye huey ek saal hua thha. Umesh kaarobaar sambhaalta aur Kanpur aur Mumbai mein shuffle karta, Komal Ramvati ke saath ghar ka kaam sambhaalti aur Nandlal thoda bahut hisaab kitaab dekh leta, kabhi club chala jaata kabhi ghar mein hi rehta.

Exercise ka bada shauk thha aur ek gym ghar mein bhi bana liya thha. Komal bhi wahaan kabhi kabhi light exercise kar leti. Komal ghar mein kabhi shalwaar kameez toh kabhi saadi pehenti, aur raat ko maxi.

Pallo shaadi k eek mahine baad hi chhoot gaya thha jab Nandlal ne use mana kiya thha. Woh naye zamaane ki aurat thhi aur Nandlal yeh samajhta thha. Umesh in dino ghar pe hi thha. Abhi Mumbai ka programme bana nahin thha.

Dono baap bete kaafi kareeb thhe, dost jaise. Nandlal ne abhi abhi naashta kiya thha joh Ramvati ne parosa thha, ek dum se Nandlal ko kuch sunaayi diya, Komal aur Umesh ke kamre se. Aawaazein baahar taka a rahi thhi, joh Nandlal aur Ramvati sun rahe thhe.

Komal – Isiliye toh Mumbai mein zyaada samay bitaate ho. Aisa hi thha toh shaadi kyun ki. ?

Umesh – Dost hain hum dono. Iss kea age sochne ki zaroorat nahin.

Komal – Yeh aisi tasveerein nikaalte hai dost.

Umesh – Who ek dost ki party mein kheenchi gayi thhi.

Komal – Theek hai manaao party Mumbai mein. Ab ki baar aane ki jaldi nahin karna. Hum reh lenge.

Nandlal ne Ramvati ka chehra dekha, itne mein Umesh bhi naashta karne aa gaya aur Nandlal ke saamne baittha. Nandlal ne Ramvati ko naashta parosne diya Umesh ko aur use ishaare se wahaan se jaane ko kaha.

Nandlal – Sab theek?

Umesh – Haan babuji. Bas woh Radhika ke baare mein. Aap jaante hain na use. Singh saab ki beti. Free hai thodi si. Komal yunhi.

Nandlal – Bahu ko mana Umesh. Radhika ka chhod. Woh bhi toh shaadi shuda hai. Tu apni shaadi sambhaal. Agar tujhe theek lage toh Komal ko wahin le jaa Mumbai.

Umesh – Babuji aapko pata hai main kabhi Mumbai, kabhi Puna, kabhi Gujarat travel karta hoon. Ek jagah nahin rehta. Komal ko kaise.

Nandlal – Bhai tu jaan aur teri patni. Maine bhi bahut travel kiya hai. Par teri maa ko shikaayat ka mauka kabhi nahin diya.

Umesh – Kaise babuji. Aap ne yeh sab kaise manage kiya. ?

Nandlal – Khuli kitaab ban ke. Kisi din tujhe samjhaaunga. Agar samajh ke meri baat handle kar paaya, toh zindagi mein maza aayega.

Umesh – Main samjha nahin babuji.

Nandlal – Tu naashta kar ke dukaan pe jaa. Raat ko ek ek peeke baat karenge.

Umesh – Pilaayenge aur class bhi lenge meri.

Nandlal – Aise hi samajh. Par mera formula kaamyaab hua thha. Dekhtein hai tera kya hota hai.

Umesh – Theek hai. Raat ko phir class mein miltein hain.

Nandlal aur Umesh muskuraaye. Umesh chala gaya, Nandlal bangle ke baraamde mein paper padhne aa gaye. Kuch der baad Komal wahaan aayi, chup si thhi. Nandlal ne uski taraf dekha.

Komal – Babuji, kuch din ke liye main maayke jaana chaahti hoon.

Nandlal ne paper neeche rakkha aur use dekh ke muskuraaye.

Nandlal – Usse kuch theek nahin hoga.

Komal – Ma. Main samjhi nahin babuji.

Nandlal – Baitth. Main samjhaata hoon.

Komal unki bagal waali kursi pe baitth gayi.

Nandlal – Dekh maine sab sun liya.

Komal thodi si embarrassed thhi, woh neeche dekhne lagi.

Nandlal – Dekh pati patni mein aisa hona chaahiye. Par zyaada nahin. Jab main Umesh ki umar ka thha, main bhi kaafi baahar rehta thha. Logon se milta thha, aur ladkiyon se bhi. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

Komal achaanak se unke chehre pe dekhti hai.

Nandlal – Khula chhod de apne pati ko.

Komal unki baat samajh nahi paayi.

Nandlal – Use baandh ke rakhegi, toh woh galti karega, agar baandhna hai, toh apne pyaar se baandh, phir woh bandha rahega.

Komal – Babuji aap ne woh tasveerein dekhi nahin hai. Isiliye aap.

Nandlal – Bahu. Dekhne ki zaroorat nahin hai. Par tujhe meri baat samajhna hogi.

Komal – Kahiye babuji.

Nandlal – Beti ek baat tu dhyaan se sun le. Teri shaadi iss ghar mein hui hai, tera acchha bura main dekhunga, tere pitaji nahin. Tu phir se maayke jaane ki baat nahin karegi.

Komal ne haan mein sar hila diya.

Nandlal – Chal acchha hai yeh baat toh samajh gayi. Ab dusri baat. Aur dekh, ab hum dost ki tarah baat kar rahein hain. Sasur aur bahu nahi. Theek.

Komal ne phir haan mein sar hila diya.

Nandlal – Ab soch tu Umesh hai, aur main Komal. Theek.

Komal ne sawaaliya nazron se dekha unko.

Nandlal – Main samjhaata hoon, itna tension mat le. Agar. Dekh agar bol raha hoon, aur ek dost ki tarah samjha raha hoon. Meri baat ka bura nahin maan na.

Komal – Nahi maanungi babuji. Aaj aap se baat karke dil halka ho raha hai.

Nandlal – Dekh kuch baatein dimaag ko khula rakh ke suni aur samjhi jaati hain. Theek.

Komal haan mein sar hila di.

Nandlal – Agar main Komal hoon aur tu Umesh, aur tujhse koi galti ho jaati hai, Radhika waale maamle mein. Soch ke kuch aisi situation banti hai Mumbai main aur tujhe Radhika ke saath sona padhta hai.

Komal ek dum se sakpaka gayi, sharma bhi rahi thhi aur dang bhi thhi ke Nandlal usse aisi baatein kar raha hai. Aisa pehle toh nahin hua thha.

Nandlal – Chaunk gayi?

Komal ne haan mein sar hila diya.

Nandlal – Aur tu so gayi Radhika ke saath aur mujhe, main Komal hoon, yeh baat maaloom padhti hai, mera tujhse kya sawaal rehna chaahiye? Tu bata.

Komal – Mai. Main. Main babuji kya poocchoongi. Marr jaaungi main toh.

Nandlal – Nahin, jaanti hai teri saas ne kya poocchha thha mujhse jab mujhse yeh galti hui thhi. ?

Komal ne na mein sar hila diya. Nandlal muskuraaye.

Nandlal – Usne poocchha, kaisa laga kisi aur ke saath. Aur teri saas yeh acchhe se poocchh rahi thhi, gusse mein nahin.

Komal – Unhone aise kaha?

Nandlal – Haan. Aur main sakpaka ke reh gaya. Kuch na keh saka. Main sochta raha ke usne aise kyun poocchha. Aur phir do din baad usne asli bomb giraaya.

Komal – Kya babuji. Main samjhi nahin.

Nandlal – Usne kaha agar usse koi galti ho jaati hai toh mujhe bhi wahi sawaal karna padega joh usne mujhse kiya thha.

Komal dang rehke unka chehra dekhne lagi.

Nandlal – Uske baad meri aisi majaal kabhi nahin hui. Main use sab kuch bataane laga, ek khuli kitaab ban gaya, aur hum ek dusre ke aur kareeb aa gaye.

Uske baad humne sirf enjoy kiya apni life mein. Yeh samajh k eke hum hamesha se ek dusre ke hi rahenge, chaahe kitne log hamaari zindagi mein kyun na aayein, hum saath hi rahenge, khush. ek dusre ke saath.

Komal – Toh aapka matlab hai main bhi Umesh ko woh galti karne doon. ?

Nandlal – Nahin bahu. Par tu use rok bhi toh nahin paayegi. Zindagi ka kya bharosa. Meri baat tu samjhi nahin. Dekh, agar tujhe pata chala toh tu usse poocchhegi na, agar pata hi nahin chala toh kya karegi.

Komal – Main confuse hoon babuji.

Nandlal – Mere yeh kehne ka matlab hai ke jab aag nahin lagi hai, toh paani ki baalti kyun bharna. Woh joh karta hai, hai kare, tu kyun tension leti hai faaltu mein. Tera itna bada ghar hai, tere babuji hain, tu joh chaahti hai waise hi hota hai iss ghar mein, toh tu khush reh na. Kyun tension lena faaltu ka. Jab kuch hoga aur tujhe maaloom pada, tab dekhenge kya karna hai. Tab tak toh tu aaraam se apni life enjoy kar, khaa pee shopping kar, dil behlaaye rakh.

Komal – Babuji, ek baat poocchhoon, agar bura nahin lage toh. ?

Nandlal – Maine pehle hi kaha thha hum dost jaise baat kar rahein hain. Hai na.

Komal – Babuji agar maaji bhatak jaati toh. Kya aap unhein maaf karte. ?

Nandlal zor zor se hansne laga, Komal uske yeh response se chaunk gayi, Nandlal hansna bund kiya.

Nandlal – Maine kaha na ke hum aur kareeb aa gaye aur life enjoy karne lage. Tu ne poocchha nahin kaise.

Komal – Main poocchne waali thhi, par darr gayi.

Nandlal – Tu darr gayi. Aur yahaan main dost ki tarah tujhse baat kar raha hoon. Baat karoon ya nahin.

Komal – Sorry babuji.

Nandlal – Dosti mein no sorry no thank you. Chal bataata hoon. Teri saasuma mujhse poora khul gayi, aur main usse. Hum ek dusre se kuch bhi baat karte, mera matlab hai pati patni ke sambandh ko leke.

Komal thoda sharmaayi.

Nandlal – Dekh sharma mat. Ab tu bhi shaadi shuda hai. Yeh sab samajh sakti hai. Hai na.

Komal ne haan mein sar hila diya. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

Nandlal – Dekh, jab nayi nayi shaadi hoti hai na, toh pehle ek saal bahut attraction rehta hai, phir dheere dheere bacchhe hotein hain, aur phir itni zimmedaariyaan badh jaati hai ke pati patni bas apne apne kirdaar nibhaatein hain. Rishte mein badlaav aata hai, joh pati patni ek dusre ke badan ke deewaane thhe, kuch saal baad ek dusre ko haath tak nahin lagaate. Tu ne bhi dekha hoga yeh.

Komal – haan.

Nandlal – Kahaan?

Komal – Apne hi ghar mein babuji. Pitaji hamesha maa ko daant te hi rehtein hain, aur maa bhi unse hamesha naaraaz rehti hai.

Nandlal – Dekha, tu ne yeh sab itne kareeb se dekha, aur tu hi nahin samajh paa rahi hai.

Komal – Babuji please khul ke bataaiyye na aap aur maa ne kya kiya.

Nandlal muskuraaye aur Komal ki taraf dekha.

Nandlal – Sun paayegi.

Komal – Aap ne hi kaha hum dost hain.

Nandlal muskuraaye phirse uski baat pe.

Nandlal – Hum ne hamaari sex life khol di.

Komal – Matlab?

Nandlal – Matlab teri saas ne mujhe chhoot de di aur maine use.

Komal – Babuji. Yeh. Yeh. Aap kya keh rahein hain. ?

Nandlal – Sach bata raha hoon bahu. Jab ek pati patni yeh maan ke chaltein hain ke unhein kuch baandh raha nahin hai, toh woh ek dusre ke aur kareeb aa jaatein hain. Maine aur teri saas ne aisa hi kiya.

Komal – Maltab aap dono kisi aur ke saath.

Nandlal – Kisi aur ke saath nahin, bahuton ke saath kiya.

Komal – Babuji? Par isse aap dono kareeb kaise aaye.

Nandlal – Kareeb bhi aaye aur enjoy bhi karne lage ke hum dusron ki tarah ek khush haal shaadi ka dhong nahin karte. Sahi mein khush rehtein hain.

Dekh beta jab tak ek insaan ka badan khush hai na, uska dimaag khush rehta hai. Jis din shaadi mein sex bund ho gaya, samajh lena shaadi khatam. Aur ek insaan ke saath, tum kitne saal sex enjoy kar sakte ho. Ek. Do. Pata nahin kitne.

Komal – Babuji mujhe yakeen hi nahin ho raha hai.

Nandlal – Ab uska koi ilaaj nahin hai bahu mere paas.

Komal – Par main kya karoon babuji. Mera problem hal kaise hoga.

Nandlal – Tere tension na lene se. Umesh tujhe khush rakhta hai na.

Komal ne haan mein sar hila diya.

Nandlal – Toh acchha hai. Aur jab tak khush rakhta hai, tu reh. Aur nahin rakh paaya toh bhi udaas mat ho, yeh mat keh ke main maayke jaana chaahti hoon, usse kuch hal nahin hota. Tu baat kar Umesh se, agar baat wahaan tak pahunchi toh. Use poocchh ke woh baahar enjoy karna chaahta hai toh use chhoot de. Aur agar tujhe problem nahin hai toh tub hi kar. Ya phir mere aur tere saas jaise, dono enjoy karo saath mein kisi aur ke saath. Par har haalat mein tension na lo aur apne badan ko santusht rakkho. Dimaag theek rahega.

Komal – Babuji. Aap ko lagta hai Umesh iske liye.

Nandlal – Arre woh toh khush ho jaayega. Par dekh bahu, yeh un logon ke liye hai joh ise handle kar saktein hain, sab ke liye nahin. Ismein darr bhi rehta hai.

Komal – Main jaanti hoon babuji. Do dhaari talwaar hai.

Nandlal – Ab ki na samajh daari waali baat. Dekh abhi tu Umesh se jhagad mat. Agar woh Mumbai jaa raha hai, toh acchhe se, muskuraake bhej use, aur uske aane ke baad bhi kuch poocchh mat. Sawaal shaadi ke liye acchhe nahin hote. Aur sach chhupta nahin hai. Tu aurat hai, tu aasaani se pakad legi agar kuch gadbad hai toh.

Komal uski baatein dhyaan se sun rahi thhi.

Nandlal – Aur Umesh mera beta hai. College mein uski koi girl friend nahin thhi. Woh jaan boojh ke apni shaadi ko kharaab nahin karega, aur maine Mumbai ko kareeb se dekha hai, wahaan naa chaahte huey bhi kuch aisi baatein karna padhti hai. Woh kisi se pyaar nahin karega, pyaar toh tujhse hi karega. Mera yakeen kar. Aur tu apne aap ko kum mat samajh. Mumbai ki kisi ladki se tu kum nahin hai.

Komal halka sa muskura deti hai.

Komal – Aapne pehle mujhse baat kyun nahin ki babuji. Aaj aapse baat karke zindagi aasaan lagne lagi hai.

Nandlal – Zindagi ko bhaav mat de Bahu. Use apni jagah pe rakh. Tab maza aayega. Samjhi.

Komal ne muskuraake haan mein sar hila diya.

Nandlal – Ab chai peene ka bada mann kar raha hai.

Komal – Mujhe bhi. Main banaati hoon. Abhi laayi.

Komal utthi aur palti, pehli baar Nandlal ne uski kamar aur uska badan itne gaur se dekha thha, use acchha laga.

[email protected]